Skip to main content
Fevicon website ki identity hoti hai. Jisse site ki pehchan ki jaati hai. Jb hum kisi site ko browser me open krte hai to browser link bar me site ke name se pehle uska icon hota hai. Ise hi Fevicon kehte hai.

Website ki alag pehchaan bnane ke liye ye jruri hota hai. Isse koi bhi easily aapke site ko pehchaan skta hai. Favicon search engine me site ranking ke liye bhi thik hota hai. Example, Aap mere site ka bhi icon dekh skte hai. :-)

Blogspot(Blogger) Blog Me Favicon Kaise Add Kre?

Step1 :- Sabse pehle aap Photoshop se ya agr aap Android user hai to Picsart se apne website ke lie ek achha sa Icon(logo) bna lijiye. Iska size 16x16 ya 150x150pixel ka hona chahiye.

Step2 :- Blogger me Login kre.

Step3 :- Layout tab pe Click kre
change favicon

Step4:- Ab Favicon to edit kre.
 change blog favicon

 1. Choose File pe click krke Favicon select kre.
 2. Choose krne ke baad Save button pe click kr de.
 3. Ab Save Arrangement bitton pe click kr de.


Is tarah aap apni website pe apna logo(Favicon) use kr skte hai. Agar aapke website ka user apke post ko fir se padhna chahega to Browser History me se Icon ki madad se aasani se aapke website ke post ko dhundh payega.

Favicon set hone me minimum 24hours lgg jaate hai. Agar aapko favicon set krne me koi dikkat aa rhi hai to comment box me apna question jrur puchhe.

Post achhi lge to dosto ke sath share jrur kre or sath hi hme facebook pe like or follow kre.

Comments