Skip to main content

Posts

Blog main free domain kaise lagaye

Aaj mai aapke saath  Freenom se  free domain  kaise kharidte hai uske bare me jankari share karunga. Internet par Godaddy or Bigrock ke alwa bhi kuch aise Domain reseller websites hai jo aapko free me domain name provide karti hai. Img Src Pixabay Agar aap ek proffesional hai to aapko apne blogger blog ke liye domain name ki jarurat padti hai aap domain name Big Rock or Godaddy kahi se bhi kharid sakte hai lekin jab aapke pass budget ki kami ho to aap temporary free domain name ka use kar sakte hai. Blogger Ke Sabhi Post Me Adsnese Ads Kaise Lgaaye | Blogger की सभी Post में Adsense के Ads कैसे लगाते हैं Freenom website aapko free me domain name provide karti hai par ye aapko  .com  extension nahi deti hai waise aap ish website se .com bhi kharid sakte hai lekin agar aapko kharidna hi hai to Godaddy se hi kyu nahi hai na. Freenom website par aapko free me domain to mil jati hai aur wo professional bhi lagti hai par extension me  .tk  or  .ml  di jati hai isme aapko free me .com nahi diy
Recent posts

New Trick ! Airtel 2Gb Free Internet Data Kaise Paye

Free  Internet DATA  pana har kisi ki chaah hoti hai aur Airtel Network me free 4G DATA aapko mil jaye to baat hi kuch aur hai Airtel aapko Time to Time free data uplabdh karta hai jisse ki wo apne Users se ek strong relationship bana sake lekin haliya dino ko dekhte hue JIO ki wajah se Airtel apne ish irade me ab kamyab nahi ho raha hai. Airtel Users me jio ki wajah se bahut girawat aayi hai aur Users bhi ab airtel se Jio ki aur PORT ho rahe hai In sabhi chijo ka asar airtel ke revienue par pad raha hai aise me airtel apni service ko barqarar rakhne ke liye Free internet data share kar rahi hai aur sabhi airtel user’s ko free me internet data de rahi hai. Make Money Online Easily To This 5 Way In Hindi Airtel app ka use karke aap 5Gb tak free internet data claim kar sakte hai lekin uske liye aapko airtel ke app se kuch jaruri apps install karne hote hai Ye method to airtel se DATA pack pane ka 1 year purana hi hai bas iski BID 5Gb tak badha di gayi hai lekin mai jo aapko jis tarike ke

Blog Ki Post Ko Promote kaise krein

Namskar doston agr aap ek new blogger hai too apke apne bog ke new post ko promote karne me bahut pareshani hoti hogi. Lekin aaj ki iss post me, mai apko aise method ke bare me batane ja raha hu jaha aap apne blog ke new post ko bahut jaldi or aasani se promote kr sakte hai orr ye sabhi method blikul free hai.   1) Facebook Facebook Dosto agr hum kisi bhi product ko promote karna chahte h to aaj ke time me facebook ke bada koye free platform nahi hai too aap apne new post ko apne facebook page or facebook account pr jarur share kare. Agr apki new post unique hai to aap facebook pr apne friends ke photo pr apne post ka link bhi comment kare. Make Money Online Easily To This 5 Way In Hindi    2) Mobile SMS  Agr apke pass bahut sare mobile number hai to aap apne friends ko apne new post ka url link send kr sakte hai. Aap internet se free SMS send kare. Ye method bahut unique hai orr method ko bahaut kam log use krte hai. Aap chahe to apni post ka link apne WhatsApp se bhi share kar sakte
How to Create a Blog Dosto mai iss post me apko btane jaa raha hu ke ak FREE Blog kaise Banate hai (create a blog), Waise to apko internet per Bahut sari Website mil jayege jaha ap FREE Blog bana sakte ho But me aaj apko Blogger.com per FREE Blog banana sikhaoga. Ager Apko Likhne ka shok hai to ye Field apke liye Best hai, ager app Achay POST lekhoge to app bahut Paise Bana Sakte ho. FREE Blog banane ke liye apko ek E-mail ke zarurat hoti hai 

Make money Online Easily To This 5 Way In Hindi

How To Earn Money Online in Hindi Namskar doston aap sabhi ka swagat hai... Friends internet aaj hum sabki jarurat hai. Bina internet ke kuch bhi possible nahi hai. Internet ne humari life ko change kar diya hai. Ye humare life ka ek important hissa hai, Internet ne humari life ke work ko kaafi easy kar diya hai jaise Onlie ticket book karna, Onlie payment, Online Chat, Online video dekhna, Online music sunna, aur sabse easy Onlie shopping karna. Par friends bahut se log internet par sirf manoranjan ke liye aate hai or sirf social media ka use karna jis main facebook, twitter, linkedin etc aate hai. Bahut se log youtube par video bhi dekte hai. Par kya kabhi aap ne internet se paise kamne ke bare me socha hai. Ji haa internet se paise kamye jaa sakte hai ye tarika bahut hi easy hai. Kyu ki is main na hi koi aap ka boss hai or na hi aap kisi ke employ. Par internet se paise kaamne ke liye aap ke pass internet ki knowledge honi chiye, computer knowledge bhi Aur sab se important ki aap cr

Youtube video ki ranking kaise badaye kisi aur ke tags use krke

Namskar doston aap sabhi ka swagat hai . Aur aaj main aapko bataunga youtube ki ek aisi trick jisse aap apne video ki ranking bda sakte hai bo bhi free of cost in Android mobile Main. To chaliye shuru krte hain...            Also Read :  Blogging Karne Ke 10 Fayde Jo Aapko Jarur Janne Chahiye           Also Read :  Top 10+ Onpage SEO Tips in Hindi New Bloggers Ke Liye            Also Read :  10 Killer Blogging Tips in Hindi for Newbie Bloggers First Step  :- sabse pahle aapko google play store main jakar Search bar main jake Teg for youtube search kriye jo pahle do app hai use aap install kr liye aur ye kafi achhe app hai. Playstore 2nd Step :- app ko install krne ke bad aapko is app ko open krna hai aur isme youtube ki video ki link ko paste krna hai. Dyan rhe ki aapko vhi video ki link ko paste krna hai jis topic pr app Video bna rhe hain.vrna aapko galat tags mil jayenge aur aapko bahut nukshan ho skta hai to please vhi video ki link use kre jis topic per aap video bna rhe hai. Also

Backlink kya hai aur Backlink kaise banate hain

Dosto aap sabhi ko swatantrata Divas ki Hardik Shubhkamnaye  aaj me apke batane jar aha hu ke Backlink kya hai or hum Backlink se apne Website ko kisi bhi search engine me kaise rank kara sakte hai. Or apne website ke rank ko kaise bhada sakte hai.   Backlink Kya hai  Agr apko koi bhi ek URL link dusre URL link pr le jaye to wo link Backlink hota hai. Backlink kisi bhi Website ko google ya kisi bhi search engine pr rank karane ke liye kaam krta hai. Backlink do taha ke hote hai Dofollow Backlink Nofollow Backlink Also Read :  Blogging Karne Ke 10 Fayde Jo Aapko Jarur Janne Chahiye Also Read :  Top 10+ Onpage SEO Tips in Hindi New Bloggers Ke Liye Also Read :  10 Killer Blogging Tips in Hindi for Newbie Bloggers Dofollow Backlink kya hai Dofollow Backlink ko aap Permanent Backlink bhi keh sakte hai. Ye Backlink apki website pr minimum ek Year tk rehte hai. Dofollow Backlink ko aap Guest Post, Web 2.0 Directory or Dofollow Comments  se milte hai. Nofollow Backlink Kya hai Nofollow Backli