Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2017

Abhinav Ranjan Jha : Founder of AbhinavAjMods Ke Sath Interview

Hello Friends, Aaj ki iss interview section me hamare sath Bihar ke Sitamarhi district se Abhinav Ranjan Jha hai. Jo ek popular blog AbhinavAjMods ke founder hai. 1.Abhinav Ranjan Jha Aap Apne Bare Me Or Aapki Sites Ke Bare Me Kuch Bataye  Mera name Abhinav Ranjan Jha hai, Mai ek hindi professional blogger hu or apne 2 blog www.abhinavajmods.com or www.mymods.tk par blogging karta hu. Mai shuru se hi kuch aisa work karna chahata tha jisme mai naam kma saku or apni life bana saku. Mujhe blogging me aaj 6 month ho gaye hai or aaj mai ek professional blogger ban gaya hu. Blogging hi ab mera part time job ban gaya hai. Aaj mai logo ki help bhi kar raha hu or online earning bhi kar raha hu. Mai chahata hu ki mai hrr us blogger ko success bana saku jo online bussiness kr paise kmana chahata hai. 2.Aap Blogging Ki Duniya Me Kaise Aaye Aur Aapki Shuruaat Kaisi Thi  Mujhe blogging ke bare me blogspot.com se pata chala tha. Maine sbse pehle ek app develop kiya tha FeelMusic. To

Blog Aur Website Traffic Visitor Badhane Ki Tips Hindi Me

Sabase Bada Saval Hai : Apne Blog Website Traffic kaise Badhaye ? . Blog Ya Website Ban jata Hai Kuchh Hi Minito Me. Post Article Aap dal Dete hai Kuchh Hi ganto Me Lekin Traffic kaha Se Laye ? 70% Blogger ka Ye Saval Hai. Ek Din Tha Jab ye Mere Liye  Bhi  Ek Saval Hi Tha. 3-4 Saal ke Anubhav Ne Kuchh Tips Shikha Diye. Ab Mere Liye Traffic badhana Koi Saral Ho gaya hai. Mere Kai friend hai Jo Blog Aur Website Banayi Hai, Lekin Website Traffic nahi La Sakate Hai. kai Bar Unho Ne Bhi Puchha hai ” Visitor kaise Badhaye ? “. paise kamane Ke Liye Blog Aur Website Banai hai To Traffic Lana Hi Padega…!!. Samaj Lo “SEO ” Ke bare Me Aap Aur Mai Kuchh jante Nahi hai, Aur Traffic badhana hai To Kya Kare ? ham Aapako Kuchh Tips Dete hai Jo Aapke Blog Aur Website Traffic – Visitor badhayenge. Blog Aur Website Traffic Kaise Badhaye Tips Hindi :: Blog Website ka Title : Achchhi Kamai Ke Liye ” Google Search ” Se Traffic Aana jaruri hai. Aur Google Search Me Na jane Kitane Blog Aur Website Aur Us

Blogger Blog Me Custom Domain Ke Sath Free Me HTTPS Enable Kaise Kare Ki Jankari Hindi Me

Hello Bloggers, Mai aapse kuchh question puchhna chahta hu. Kya aap chahte hai ki aapka blogger blog professional dikhe? Kya aap chahte hai ki aapka blog secure ho jaaye? Kya aap chahte hai ki aapka blog fast open ho? Kya aap chahte hai ki aapke blog av jitna SEO Optimized hai usse khi jyada ho jaaye? or Blogger blog pe Free me SSL Certificate kaise enable krte hai?? Agar aapka jwaab haa hai to aap sahi jagah pe post padh rhe hai. Hum sab jaante hai ki Blogger Platform free me SSL HTTPS Certificates deta hai. Par wo sirf blogspot domain ke liye available hota hai. jaise www.yourdomain.blogspot.com Puri Post Padhne Ke Liye Yaha Click Kare

Backlinks Kya Hota Hai Ki Puri Jankari Hindi Me

Backlink kya hai backlink Kya Hota Hai Yeh Sawal heart blockage ke Man Mein Hota Hai Backlink Search Engine Optimisation main sabse Jyada upyog hone wala words Messi Ek Hai New blogger ko backlink ka meaning samajhne mein dikkat hoti hai to chliye Jante Hain Ki backlink Kya Hota Hai Puri post padhne ke liye Yaha click kare

Blog Ki Traffic Bdhane Ke Liye 15 Tips Ki Jankari Hindi Me

Duniya me kroro logo ne blog bna rkha hai prr bhut km hi aise log hai jo blogging me success hai. Iski main wajah hoti hai ki log apni website ko thik tarah se setup bhi nhi krte or paise kmaane ke liye ads se cover krr dete hai. Or jbb adsense blog ki janch krta hai to blog adhura rehta hai or blog ko resect kr deta hai. Puri Post Pdhne Ke Liye Yaha Click Kare.

Domain Name Kya Hota Hai? Domain Kaise Khride? Ki Puri Jankari Hindi Me

www.abhinavajmods.com  isme abhinavajmods.com meri site ka domain hai. Iske jariye hum aasaani se wibsite tak phuch skte hai. Domain ke bina hum kisi website ko access nhi kr skte. facebook.com google.com youtube.com sb domain hi hai. Domain bhut tarah ke hote hai. Jaise - .com .in .org .net .gov .edu .co.in .info  or bhi bhut saare. Puri Post pdhne ke liye yaha click kare

Blogging Shuru Karne Ke Liye Top10 Topics Ki Jankari Hindi Me

Blogging ek aisi website hai jispe aap apne thoughts ya apna knowledge share kr public ki help kr skte hai.Sath hi sath usse paisa bhi earn kr skte hai. Aaj ke time me millions blogger online hai or alag alag topic pe blogging krr rhe hai or apna busisness growth krre hai. Inme se kuchh topics waale blog aise hote hai jo instant popular ho jaate hai. Aaj hm baat krenge ki hme kis topic pe blog start krna chahiye ki hmaari website instant famous ho jaaye. Puri Post Pdhne Ke Liye Yha Click Kare .

Blog Shuru Kaise Kare Ki Jankari Hindi Me

Jaisa ki maine aapko pichhle post me btaya ki Blogging kya hota hai. Ab mai aapko btaane ja rha hu ki blog kaise bnaya jata hai. Blog/Website bnana koi muskil kaam nhi hai but jise ye pta na ho use thora muskil lgta hai. Chliye aaj sikhte hai ki free me Website kaise bnaya jata hai. Aap hmse connected rhiye. Hum aapko website bnane ke baare me hrr ek chiz sikhayenge. Pura Post Pdhne Ke Liye Yha Click Kre.
Fevicon website ki identity hoti hai. Jisse site ki pehchan ki jaati hai. Jb hum kisi site ko browser me open krte hai to browser link bar me site ke name se pehle uska icon hota hai. Ise hi Fevicon kehte hai. Website ki alag pehchaan bnane ke liye ye jruri hota hai. Isse koi bhi easily aapke site ko pehchaan skta hai. Favicon search engine me site ranking ke liye bhi thik hota hai. Example, Aap mere site ka bhi icon dekh skte hai. :-) Blogspot(Blogger) Blog Me Favicon Kaise Add Kre? Step1 :- Sabse pehle aap Photoshop se ya agr aap Android user hai to Picsart se apne website ke lie ek achha sa Icon(logo) bna lijiye. Iska size 16x16 ya 150x150pixel ka hona chahiye. Step2 :- Blogger me Login kre. Step3 :- Layout tab pe Click kre Step4:- Ab Favicon to edit kre.    1. Choose File pe click krke Favicon select kre.  2. Choose krne ke baad Save button pe click kr de.  3. Ab Save Arrangement bitton pe click kr de. Is tarah aap apni website pe apna logo(Favicon) use kr skte hai. Agar aapke web