Skip to main content

Youtube video ki ranking kaise badaye kisi aur ke tags use krke

Namskar doston aap sabhi ka swagat hai .
Youtube tricks
Aur aaj main aapko bataunga youtube ki ek aisi trick jisse aap apne video ki ranking bda sakte hai bo bhi free of cost in Android mobile Main.
To chaliye shuru krte hain...

          Also Read : Blogging Karne Ke 10 Fayde Jo Aapko Jarur Janne Chahiye
          Also Read : Top 10+ Onpage SEO Tips in Hindi New Bloggers Ke Liye
           Also Read : 10 Killer Blogging Tips in Hindi for Newbie Bloggers
First Step :- sabse pahle aapko google play store main jakar Search bar main jake Teg for youtube search kriye jo pahle do app hai use aap install kr liye aur ye kafi achhe app hai.

Playstore
2nd Step :- app ko install krne ke bad aapko is app ko open krna hai aur isme youtube ki video ki link ko paste krna hai.
Dyan rhe ki aapko vhi video ki link ko paste krna hai jis topic pr app Video bna rhe hain.vrna aapko galat tags mil jayenge aur aapko bahut nukshan ho skta hai to please vhi video ki link use kre jis topic per aap video bna rhe hai.


3rd Step :- aap jaise hi link dalte hai vaise hi apko us video ke sare Tags aapke samne aa jaye hai .

Agar aapako sare Tags ko copy krna hai to app select all per click krke sare copy kr sakte hai.agar aap kuchh chuninda tags ko copy kr sakte hai aur aapni video ko trend and Rank kr skte hain .

To bs aaj ke liye itna hi kal hum aayenge nayi post aur nayi news ke sath 

Aapko agar post achhi lagi hai to hame like,share, comment,krna na bhul aur mere blog pe bhi ek bar visit kre.technicalankit

Comments