Skip to main content

मोबाइल फ़ोन के आते ही लुप्त होने लगी ये चीजें

मोबाइल फ़ोन के आते ही लुप्त होने लगी ये चीजें

Namskar doston aap sabhi ka swagat hai mere is 2nd guest post main Jo main abhinavajmods.com per kr rha hun.
Meri bhi ek site hai aap vnha per bhi visit kr skte hain www.technicalankit.com
To chaliye main aapko batata hun aaj ki post ke bare main aapko aise topic ke bare main bataunga jo Hamre liye bahut jaruri hai.
Kya aapne jabse smartphone liya hai tb se kya aapne in cheezo ko kabhi use kiya hai?

1. Mp3 Player :-
kya aapne jb se mobile kharida hai tb se shayad hi aapne kbhi iska use kiye hoga. agar aap abhi bhi ise use krte hai to shayad aap un Gine-chune logon main se hai.

2. GPS Navigation Systems:-

 Gps bhi abhi koi koi use krte hai lekin smartphone ke navigation system ji vajah se gps ko bhi bhulte ja rhe hain.

3. Digital Cameras:-


Mobile ki selfie aur dual camere ki vajah se logo purane Digital cameras ko bilkul bhul chuke hain.jisme hn reel fal kr photo kheencha krte the ab to unki kimat Kabad bn kr rh gyi hai.

4. Alarm Clock:-

Subah jb aap nhi uth pate tb aap Alarm lagate hai. Lekin purane jamne main to mobile nhi the tb hm Alarm Clock ka use kiya krte the.ye kafi achhi or kifayati hai.
Aur use bhi hamare mobiles ne bhula diya hai.

5. Radio:-

Radio bhi kafi entertainment ka sadhan hua krta tha purane jmane main.lekin abhi logon ko internet ki dunia se itni fursat nhi rhi ki vo radio sune.

Kaisi lagi aapko ye post hame comment krke bataye.
Aur ise share krna na bhule.
Jai hind Vande Matram


Comments